Doori

Published: Nov. 10, 2023, 2:55 p.m.

b'Aakhir Kab Humare Sapno ki potli.. Apno ki jimedaari ki bhaari potli taale dab jaati hai aur un sapno ko dam Kab ghut jaata hai pata nahi chalta\\u2026.\\n\\nAakhir kab hum usi jimedaari ko nibhane ke liye\\u2026apno se hi door par apne andar chota sa ghar liye chal dete hai par jaate jaate \\u201c ghar waapsi ki umeed\\u201d ka daaman Kab peeche choot jaata hai pata hi nahi chalta\\u2026.\\n\\nWo Holi Rakhi aur Diwali Abhi sab ghar pe manate hai\\u2026..\\n\\naksar chutti na mil Paane ke Bhane se Har baar Maa se aankhien Churatein hai\\n\\nAb Kalai pe Rakhi aur diwali pe mithai hum khud se hi khud ko khilaate hai\\u2026\\n\\u2026\\nKya krey ghar jaane ki chahat par aksar Bachhat ke khyaal bhaari pad pe jaate hai \\nPata hi nahi chalta\\u2026\\n\\n\\nKharche badhte jaate hai \\u2026..\\nAur Hum sher badalte jaate hai\\u2026..\\nGhar ki doori aur Badhti chali jaati hai\\u2026.\\nAur jaante hai paise kam hum khud kharch jaida hote chalte jaate hai\\u2026\\nAur ye bhi Khud ko,khud ko hi pata nahi chalta\\u2026'