Aaiye arz guzarain

Published: Sept. 23, 2019, noon

Aaiye arz guzarain ke nigar-e-hasti

Zehr-e-imrooz mein sheereeni-e-farda bhar de

woh jinhen tab-e-garan-bari-e-ayyaam naheen

unki palkon pe shab-o-roz ko halka kar de

jinki ankhon ko rukh-e subho ka yaara bhi naheen

unki raton mein koi shammein munnavar kar de

jinke qadmon ko kisi rah ka sahara bhi naheen

unki nazron pe koi rah ujagar kar de

 

Poetry and old Hindi/Urdu songs and Ghazals
Part of the S&S podcasts: Sher and Song.
Sponsored by indigoartbags.com

Aaiye arz guzarain (quote)

Raat Gayi Phir Din Aata, 

Raaton Ke Saye, 

Woh Subah Kabhi To, Aaiye Arz guzaren, 

Raat Bhar Ka Hai Mehman, 

Chamka Chamka Subah Ka Tara,  

Woh Subah (Asha)

Support the show (http://www.harishsaluja.com)